poetry

ek hunar hai jo kar gayaa huuN maiN

ek hunar hai jo kar gayaa huuN maiN sab ke dil se utar gayaa huuN maiN

kaise apnii haNsii ko zabt karuuN sun rahaa huuN ke ghar gayaa huuN maiN

kyaa bataauuN ke mar nahiiN paataa jiite ji jab se mar gayaa huuN maiN

ab hai bus apna saamnaa darpesh har kisii se More >