Waisay to Allah banday kee sha-rag say be qareeb hey, magar yeh us ka banda hee hey jo us say door ho jata hey. 

Allah kay aik achay banday say kisi nay pocha keh Allah ko panay ka sab say asan tareqa bata dein?

Jawab mila

Jab tum kisi burai kee taraf dekho ya phir burai kay rastay per chalnay lago to agar tum us rastay kay opposite dekho to hamesha aap wahan per Allah ko paao gay. SUBHAN ALLAH