Yunhi Ranjishon mien din guzer gaye

Kabhi wo khafa kabhi main khafa

Chahton ke morr par

Kabhi wo ruka kabhi main ruka

Wohi Rastay Wohi manzilien

Na usay khabar na mujhe pata

Apni apni anaa mien gum,

Kabhi wo juda kabhi main juda.