Yeh baat smajh me i nhi or ammi ne smjhai nhi

Q billi sher ki khala he

Q wo us ke tai nahi

Q Main kaise methi baat karon

Jab meethi cheez khai nahi

Yeh chanda kaisa mamu hai

Jab ammi ka woh bhai nhi

Kyun lambe baal hain bhaalu ke

Q us ki tind karai nahi

Kya woh bhi ganda bacha hai

Ya jungle me koi nayi nahi

Nani k husband jab nana hain or dadi k husband jb dada hain

To kyun baji k husband baja nai

Yeh baat smajh me i nhi or ammi ne smjhai nhi