Barishon K Mausam Main

Tum Ko Yaad Karnay Ki

Aadatain Purani Hain

Ab Ki Baar Socha Hai

Aadatain Badal Dalain

Phir Khayal Aaya K

Aadatain Badlnay Say

Kia Baarashain Rukteen Hain