Abb palke bhigone se kya fayada….
Abb khawab sajan se kya fayada….
Jise jana tha vo to chala gaya….
Ab khudh ko dukh pahuchane se kya fayda…

Abb ruthne manane se kya fayada….
Abb dil ko jalane se kya fayada….
Jab vo tumhe hamesha ke liye chore gaya he…
To dil ko jhuta dilhasa pahuchane ka kya fayada….

Abb palke jhapkane se kya fayada….
Kisi ko apne khawbo me lane se kya fayada…
Jab zindgi itne gaam diye jaa rahi hai…
To ek khushi ke liye daman failane se kya fayada….

Abb unko bulane ka kya fayada…
Abb ankhe milane ka kya fayada…
Jab dil hi dil se juda ho gaye ..,
to hath milane se kya fayada….

Abb mahefilo main jane se kya fayada…
Abb logo ko apne dukh sunane se kya fayada…
Jub adat si ho gayi hai gumsum rahene ki….
To ek pal ko khilkhilane se kya fayada…