Kal raat urh rahay thay sitaray hawa k saath.

Aur main udaas baitha tha apnay Khuda k saath.

Ya to qabooliyat ka tariqa sikha mujhay.

Ya meray dil ko bandh day apni raza k saath.