Jab kabhi tera dil ghabraye to laut aana.

Agar tujhay meri yaad aaye to laut aana.

Kuch waqt acha guzra hai sath tumharay.

Wo waqt yaad aaye to laut aana.

Najanay teri itni yaad kiyoon aati hai.

Agar ye paighaam pohanch jaye to Laut aana……….